Lyrics of Moray Piya – Boondh – A Drop of Jal
Song: Hamein Itna Pyar
Artist/Band: Jal the Band
Album: Boondh – A Drop of Jal
Din wohi raatein wohi, par main woh na raha
Tanha in shaamon mein koi bhi apna na thha
Chanda aur taare bhi bole ke yeh kya hua
Haan main wohi tum wohi samaa yeh woh na raha
Moray piya
Tu na samjha
Main iss duniya ka naa thha
Khoya dil khoyi raton mein dhoondhoon main kya
Auron se shikwaa par apnon ne bhi kya kiya
Nahin iss duniya mein jo apna laga
zamaane ki bhi dhup ne hi mujhko ruswa kiya
Moray piya
Tu na samjha
Main iss duniya ka na thha
Rishtey sabhii ban jaatey hain
Tootne ke liye ek lamha
Moray …. moray piya
Kaise…. kaise jiya
Rishtey sabhii ban jaatey hain
Tootne ke liye ek lamha
Moray moray piya
Kaise…. kaise jiya
moray piya
Moray moray piya
Kaise…. kaise jiya
Moray moray piya
Kaise…. kaise jiya
Moray moray piya
Kaise…. kaise jiya
Lyrics of Hamein Itna Pyar – Boondh – A Drop of Jal
Song: Hamein Itna Pyar
Artist/Band: Jal the Band
Album: Boondh – A Drop of Jal
Hamein itna pyaar na karo ke hum mar jaayein
Hamein itna tanha na karo ke ji na paayein
Koi dil ka qaraar jaane na
Koi mann ki yeh baat bataaye na
Koi aankhon hi aankhon mein keh de yeh baat
Ho ho
Chal chalein uss paar, jahaan koi na ho
Sab khushiyaan hon paas, sitam na ho
Aur sitaaron se karte rahein hum baat.
Kya yehi hai khataa pyaar maine kiya
Ab yun na sataa o mere piya
Tu hi mera dildaar tu dil ka qaraar
Nahin iss baat se mujhe koi inkaar
Kabhi kabhi tum yaad aatey ho toh dil bhar aaye
Yeh kaisa hai khumaar jo kum na ho aur barhta jaaye
Hooo ho……
Dekha hai har mausam teri aankhon mein
Beeta hai har lamha teri saanson mein
Yeh saansein toh teri amaanat hain
Ho ho
Kuchh ajab hai yeh haal mere seene mein
Haan par sur hai aur taal mere jeevan mein
Bas issi jeevan se hai mujhe thoda pyaar
Teri aahat hai sarsaraahat hai
Kucch aur nahi yeh chaahat hai
Nainon se nainon ko tak ke phir
Tumhein aankhein churaane ki aadat hai
Hamein itna pyaar (itna pyaaaaar) na karo ke hum mar jaayein
ke hum mar jaayein
Hamein itna tanha na karo ke ji na paayein (ke ji na paayein)
hooo hooooooo
Hamein itna pyaar (itna pyaar) na karo ke hum mar jaayein
Ke hum mar jaayein
Blogged with Flock
Tags: hameinitna pyar lyrics, jal lyrics, lyrics boondh, jal the band, pakistan bands, lyrics of hamein itna pyar
Lyrics of Ab Kyun – Raeth
Song: Ab kyun
Artist/Band:Raeth
Album: Raeth
Ab kyuu….uuuun har baat pe,
Tum mujhko yaad aate ho
Pehle ka zamaana thha kya
Har pal tu sang thha mere
Pyaar tera thha zindagi
Tu ne wafa kyun na ki
Humse khaata yeh hui
Ke humne tumse pyaar kiya
Hmmmmmm
Hmm hmmm
Sehra ki tapish hai ab yeh zindagi
Tum bin jee na sakoonga main kabhi
Ab kyuun har baat pe
Tum mujhko yaad aate ho
Yaadein mita di sabhi
Shaamein bhula di sabhi
Jalte diye bhi bujh gaye
Pal bhar ka saath thha tera
Toota jo sapna mera
Thha woh mahal raeth ka
Ab kyuu….uuuun har baat pe,
Tum mujhko yaad aate ho
Lyrics of Sajni – Boondh – a Drop of Jal
Album: Boondh – a drop of jal
Artist/Band: Jal the band
Song: Sajni
Main teri aankhon mein rehta hoon,
Tujhe pata na chale
Tere har pal mein guzra hoon,
Tujhe pata na chale
Kare toh phir kya karein,
Tere bin kaise jiyein.
Aankhon mein pyaar liye,
Bolo kahaan kahaan phirein.
Khafa toh hum bhi hain tum bhi ho,
Hamein pata na chale
Judaai ka mujhe ghum bhi hai
Koi aisi khata na kare
Karein toh phir kya karein
Tere bin kaise jiyein
Aankhon mein pyaar liye
Bolo kahaan kahaan phirein
Sajni paas bulaao na ke dil aaj toota hai
aaj toota hai
Saajan maan jaao na ke woh aaj ruthha hai
aaj ruthha hai
koi usse manaaye na
Jaan-e-jaan….dil tujhe hi chahe na
hooo …oooo… hoooooooo
Hamein dil se bhulaao na
Yehi ab kehna hai
Tum pass aaaon na….aao naaaaaaaaaaaaa
Sajni paas bulaao na
Saajan maan jaao na
Sajni paas bulaao na
Sajni paas bulaao na ke dil aaj toota hai
aaj toota hai
Saajan maan jaao naaaa….aaaa
Sajni paas bulaao na
Saajan maan jaao na
Sajni paas bulaao na
Lyrics of Payal – Boondh – a Drop of Jal
Album: Boondh – a drop of jal
Artist/Band: Jal the band
Song: Payal
Payal ka shor macha kar
aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa
Nindiya se tum jagake
Tu kahin jaaye naaaaa aaaaaa….aaa
tuuuuuu kahin jaaye naaa
hoooo oooo ooooo hooo
Kaanch ke thhe saaare vaade
Rishtey ya kachche thhe dhaage
Dil ke taaron ko chhed kar
Tum kahaan chal diye
Tum kahaan chal diye
Tum kahaa..aaaa..aaan chal diye
Sirhaane mere tu aake
Baahon mein mujhko litaake
Khwaab suhaane dikhake
Tum kahaan chal diye
Tum kahaa..aaan chal diye
Tum kahaa..aaaa..aaan chal diyeeeeeeeeeee
Ab iss pal mein jeena tum bin mushkil hai
Aaaaaaaaaaa aaaaa
Mausam yeh phir ab aaye na
Jiss mein tum thhe
Jiss mein hum thhe
Aaaaaaaaaa Aaaaaaaaaaaa Aaaaaaa
Aaaaaaaaaa Aaaaaaaaaaaa Aaaaaaa
Tum kahaaaaaan chal diye
Tum kahaaaaaaaaaaaaaan chal diye….chal diye
Chal diye